Love shayri.. Ek Umar Beet Chali Hai Tujhe Chahte Hue, Tu Aaj Bhi BeKhabar Hai Kal Ki Tarah. एक उमर बीत चली है तुझे चाहते हुए, तू आज भी बेखबर है कल की तरह। Muqammal Na Sahi Adhoora Hi Rahne Do, Ye Ishq Hai Koi Maqsad Toh Nahi Hai. मुकम्मल ना सही अधूरा ही रहने दो, ये इश्क़ है कोई मक़सद तो नहीं है।
Posts
Showing posts from September, 2019
- Get link
- X
- Other Apps
Heart Touching Lines, Saadgi Agar Ho Lafzo Mein Saadgi Agar Lafzo Mein Ho Toh Yakeen Mano, Pyar Bepanah Aur Dost Bemisal Mil Jate Hain. सादगी अगर हो लफ्जो में हो तो यकीन मानो, प्यार बेपनाह और दोस्त बेमिसाल मिल ही जाते हैं। Main Haath Ki Nabz Kaate Baitha Hun, Shayad Tum Dil Se Nikal Jaao Khoon Ke Jariye. मैं हाथ की नब्ज़ काटे बैठा हूँ, शायद तुम दिल से निकल जाओ ख़ून के ज़रिये।
- Get link
- X
- Other Apps
Hindi shiyasat shayri. (noyda irfan s.) Falsafa Samjho Na Asraar-e-Siyasat Samjho, Zindagi Sirf Hakiqat Hai Hakiqat Samjho, Jaane Kis Din Hon Hawayein Bhi Neelam Yahan, Aaj To Saans Bhi Lete Ho Ghaneemat Samjho. फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो, जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो, जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ, आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो। Hindi Shayari Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachchai, Kabhi Chehra Nahi Milta Kabhi Darpan Nahi Milta. समझने ही नहीं देती सियासत हम को सच्चाई, कभी चेहरा नहीं मिलता कभी दर्पन नहीं मिलता। Kaanton Se Gujar Jata Hoon Daaman Ko Bachakar, Phoolon Ki Siyasat Se Main BeGana Nahi Hoon. काँटों से गुजर जाता हूँ दामन को बचा कर, फूलों की सियासत से मैं बेगाना नहीं हूँ। Bulandi Ka Nasha Simton Ka Jaadoo Tod Deti Hai, Hawa Udate Huye Panchhi Ke Baajoo Tod Deti Hai, Siyaasi Bhediyo Thhodi Bahut Ghairat Jaroori Hai, Tawayaf Bhi Kisi Mauke Pe Ghunghroo Tod Deti Hai. बुलंदी का नशा सिमत...